Khobsorat breasts sirf size kay oper depend nahe karti.Boht sari aurten firm aur perky breasts chahti hen.Firm aur perky breast ko 18 sal ki larkio ki malkiyat kaha jata hy jo A cup braw use karti hen.Boht say asy tareeqy hen jin k karny say breast firm aur perky bnai jaskti hay jis main age ki koi limit nahe..
HYDROTHERAPY.
Hydrotherapy k amal say body healthy aur khobsorat banti hay.Ak common example therapy ki garm aur thandy pani ka istamal hay nahany kay doran.Is amal say breast kay ander blood circulation 95% tak zyada ho jati hay.Blood circulation ki zyadti ki waja say collagen produce hoty hen jis ki waja say breast firm aur perky banti hay.
Next time ap jab kabhi shower use karen to kuch time apny breast ko den.APni breast ko garm pani kay nechy rakhen 30 sec k lye aur phr thandy pani kay nechy rakhen 10 sec kay lye.Yeh amal ap nay kafi martba karna hay normaly 10-15 min.
Is bat ka khas khyal rkhna hay kay thandy pani ka istmal garm pani kay istmal say kam hona chaye aur garm pani itna garm bhe na ho kay wo apki skin ko nuqsan day.
Breast Ko Perky Bananay Ka Tareeqa....
Boht se exercises aesi hen jo directly apki chest pat effect karti hen.Jesa kay breast kay apny koi muscles nahe hoty lihaza exercises say chest bharti nahe hay.Breast kay nechy pectorial muscles hoty hen jin ki toning karny say breast perky banti hay aur yeh apki breast ko uplift krny main madad karty hen.Is say koi farq nhae parta kay apki age kitni hay,yeh exercises karnay apki chest ki khobsorati main izafa hota hay
*****Ak flat bench par ya zameen per seedha let jain.Aur dono hatho main dumbell utha len.Dono dumbels ko sedha oper utha len phr aahista aahista apny hatho ko nechy ki tarf bend karen 90 deg per sedha shoulders kay sath.Sans bahr nikalen jab ap apny hathon ko oper ki tarf stretch karen aur inhale kren jab ap apny hathon ko bend karen.Aur khyal rahy kay weights apas main touch na hon.*****
****Ak inclined bench len aur us per let jain.Dono hathon main dumbel utha len.Phr usi tarha apny hathon ko bend karen aur stretch karen jesa kay pehly bataya gaya hay.Sara amal usi tarha say hay farq itna sa hay kay inclined bench per karna hay****
****Chest ki ak aur exercise hay CHEST FLY.APni back per let jain aur dono hathon maon dumbell utha len.Hath oper ki janib uthy huay hun.Phr ahsta ahsta dono hatho ko kholty huay nechy ki tarf lain.Koshish karen k hath thory say bend hun aur phr hathon ko dbara oper ki janib utha len*****
Yeh exercises ak week main 3 martaba karni hen 48-72 ghanto kay waqfy say.Har exercise kay 1-3 set karny hen aur har ak set ki 8-12 repitition hone chaye.Jab ap yeh asani say karsken to dumbells kay weights thoray say barha len.